Friday, September 5, 2008

"AAJ KUCH KAMI SI HAI"


“Na jaane kyun aaj ek ghutan si hai,
Yun to sab kehte hai ki jeeta hun main bhi magar, har din mar raha hun main.

Woh beeta hua har lamha gunjta hai kaanon mein mere,
Na chah kar bhi usi ki rah taka karta hun main.
Har guzarti hui parchai mein use hi dhoondti hain meri ye sooni aankhein,

Par who jo gaya hai ab woh na aaega, ye jaan chuka hun main.”

No comments: